most welcome dear brother poetry wasy sab ki awsome han
On Fri, Dec 30, 2011 at 10:02 AM, faisal shahdin <faisalshahdin88@gmail.com> wrote:
Woh dil hi kiya jo tere milne ki dua na kare
Main tujh ko bhool ke zinda rahoon Khuda na kare
Rahega pyar mera tere saath zindagi bankar
Yeh aur baat meri zindagi wafa na kare
Yeh theek hai nahi marta koi judai se
Khuda kisi ko kisi se magar juda na kare
Agar wafa par bharosa rahe na duniya ko
To koi shakhs mohabbat ka hausla na kare
Suna hai usko mohabbat Duayein deti hain
Jo dil pe chot to khaye magar gila na kare
Bujha diya hai naseebo ne mere pyar ka chand
Koi diya meri palko pe ab jala na kare
Zamana dekh chuka hai parakh chuka hai use
'Deewana' jaan se jaye magar iltija na kare
On Fri, Dec 30, 2011 at 10:59 PM, faisal shahdin <faisalshahdin88@gmail.com> wrote:
Yeh Mojza Bhi Mohabbat Kabhi Dikhaye Mujhey
Keh Sang Tujh Peh Girey Or Zakham Aye Mujhey
Main Apney Paoon Taley Rondta Hoon Saye Ko
Badan Mera Hi Sahi, Dopehr Na Bhye Mujhey
Main Gher Sey Teri Tamman Pehn Ker Jab Nikloon
Barhana Sheher Main Koi Nazar Na Aye Mujhey
Wohi To Sab Sey Zyada Hey Nukta Cheen Mera
Jo Muskra Key Hamesha Agley Lagye Mujhey
Who Mera Dost Hey Sarey Jahan Ko Hey Maloom
Dagha Karey Who Kisi Sey To Sharam Aye Mujhey
Who Meherban Hey To Iqrar Kyon Nahi Kerta
Who Badguman Hey To 100 Baar Azmye Mujhey
Barangey Aud Miley Gi Usey Meri Khushboo
Who Jab Bhi Chahey Barey Shoq Sey Jalye Mujhey
Main Apni Zaat Main Neelam Ho Raha Hoon Qateel
Gham-E-Hayat Sey Keh Do Khareed Lye Mujhey
On Fri, Dec 30, 2011 at 10:58 PM, faisal shahdin <faisalshahdin88@gmail.com> wrote:
Sure Bro.......i will take care of it in fture...........Thanks 4 your guidance.
On Fri, Dec 30, 2011 at 10:56 PM, mc100207308 Muhammad Jamil <mc100207308@vu.edu.pk> wrote:
Dear Faisal brother, we should always keep in mind while writing poetry out religious limits. Here Its very much awkward to see "Socha Tujhe Pooja Tujhe'. The word is exclusively use just and just for Almighty Allah who really deserves it. so be careful plz.
On Fri, Dec 30, 2011 at 10:53 PM, faisal shahdin <faisalshahdin88@gmail.com> wrote:
Socha nahi acha Bura, Dekha Suna kuch b nahi
Manga Khuda se raat-din, Tere siwa Kuch b nahi
Dekha Tujhe Chaha tujhe, Socha Tujhe Pooja Tujhe
Meri Wafa Meri Khata, Teri Khata kuch b nahi
Jis per Hamari Aankh ne, Moti bichaye Raat bhar
Bheja wohi Kagaz usey, Hum ne likha Kuch b nahi
Aur Ek Shaam ki Dehleez per, Bethey rahe wo Dair tak
Aankhon se ki Batain boht, Munh se kaha kuch b nahi
Do-Chaar din ki Baat hai, Dil Khaak mai mil jaye ga
Aag per jab Kagaz rakha, Baqi bacha Kuch b nahi
On Fri, Dec 30, 2011 at 10:51 PM, bc110401915 Adeela Bangush <bc110401915@vu.edu.pk> wrote:awsome poetry
On Fri, Dec 30, 2011 at 9:50 AM, mc100207308 Muhammad Jamil <mc100207308@vu.edu.pk> wrote:
Rat-jagon k sehra main
khuwaab jab ujar jaain
tum udaas mat hona.....
zindagi k mailay main
hum agar bichar jaain
tum udaas mat hona....
jin pay naam likhay hoon
un ujaar shakon par
kab bahaar aati hai
aarzu ki tehni par
jab gulaab jhar jaain
tum udaas mat hona...
jaan kia zarori hai
dasht-e-narsai main
ek dua b poori ho
hum agar riwajon ki
sooliyon pe char jaain
tum udaas mat hona....
waqt ek drinda hai
aur hum sabhi is ki
dehshaton ki zad main hain
jab be-sakoon lamhay
apni zid par ar jaain
tum udaas mat hona....
jabar ki fizaaon main
muskura k jee lena
yeh b ek ibadat hai
chahay karb k saa'ay
mairay qad say bar jaain
tum udaas mat hona.....
kuch b ho magar apnay
dilnasheen tabasum say
zabt ka bharam rakhna
chahay hum bichar jaain
chahay hum ujar jaain
tum udaas mat hona....
On Fri, Dec 30, 2011 at 10:14 PM, faisal shahdin <faisalshahdin88@gmail.com> wrote:Jaan-e-jaan yeh jahaan, yeh zameen aasmaan.
yeh mere raat din, khaak hain tere bin.
yeh meri zindgi, dosti , dushmani.
rastay , wastay sab tumharay liye.
tum jo dekho to mere shab-o-roz ko
koi matlab millay.
tum jo poocho to mere har ik harf ko.
koi rutba millay koi munsib millay.
tum jo socho mere wastay kuch bhi.
main sitaaroon ko muthi main bhar laoon ga.
tum agar aik mujh ko awaz do.
main jahan per bhi hoon laot kar aaooon ga.
yeh mere jism-o-jaan mere sheir-o-sakhan.
meri tanhayiaan bazam araayiaan
ab tumharay liye
SAB tumharay Liye
On Fri, Dec 30, 2011 at 8:37 PM, mc110201145 Saba Irum Shahbaz <mc110201145@vu.edu.pk> wrote:
ya good poetry is only way in which we express our fellings
On Fri, Dec 30, 2011 at 6:29 AM, mc110203086 Muhammad Irfan <mc110203086@vu.edu.pk> wrote:
kehte hai k "good songs are those which express your feelings" but now i want to say taht"good poetrt is that which express our feelings"and this is best feeling of mine,Tum sy bohot kuch kehna hy magar..... Kabhi tum nhin miltay to kabhi alfaaz nahin milty ........--
Ek nai duniya basana chahta hon magar .......... Kabhi neend nahin aati to kabhi khwaab nahin milty.......
ye doriyan tu mita don main ek pal main magar ........ Kabi kadam nahin chaltay to kabhi rasty nahin miltay.
Join us at facebook: https://www.facebook.com/VU.Study.Corner
Group Link: http://groups.google.com/group/VU-Study-Corner?hl=en
Group Rules: http://groups.google.com/group/VU-Study-Corner/web/group-rules
Unsubscribe: VU-Study-Corner+unsubscribe@googlegroups.com
Adult contents, Spamming, Immoral & Rudish talk, Cell number, Websites & Groups links specially in paper days are strictly prohibited and banned in group.
--

jis simt bhi dekhun nazar aata hai keh tum ho
ai jaan-e-jahan ye koi tum saa hai ke tum ho
ye Khvaab hai Khushbu hai ke jhonka hai ke pal hai
ye dhundh hai baadal hai ke saaya hai ke tum ho
is deed ki sa_at men kai rang hain larazaan
main hun keh koi aur hai duniyaa hai keh tum ho
dekho ye kisi aur ki aankhen hain keh meri
dekhun ye kisi aur ka chehara hai keh tum ho
ye umr-e-gurezan kahin thehre to ye janun
har sans men mujh ko ye lagata hai keh tum ho
har bazm men hai mauzuu-e-sukhan dil zad_gaan ka
ab kaun hai shereen hai keh lailaa hai keh tum ho
ik dard ka phaila hua sahara hai keh main hun
ik mauj men aaya hua dariya hai keh tum ho
wo vaqt na aaye keh dil-e-zaar bhi soche
is shahar men tanha koi ham sa hai keh tum ho
aabaad ham aashuftaa saron se nahin maqtal
ye rasm abhi shahar men zinda hai keh tum ho
ai jaan-e-'Faraz' itani bhi taufiiq kise thi
ham ko gham-e-hasti bhi gavara hai keh tum ho

Don't limit your Challenges, Challenge your limits...!
-------Muhammad JamilMBA (3rd Semester)Islamabad

No comments:
Post a Comment